Search This Blog

Sunday, 5 July 2009

Koi poochega to kehna main nahin yahan

Koi poochega to kehna main nahin yahan
Chhupke sabse baitha chup ke main yahan
Koi poochega to kehna main nahin yahan
Chhupke sabse baitha chup ke main yahan

Khoya hu main hu apne khayalaon mein
Koi na aayein yahan
Kaun aaya khidki se, ye aawaz de
Kiski khushbu dheeme dheeme aa rahi hai ye
Saarein zamane se durr main aaaya hu
Koi na aayein yahan
Aaya main yahan, dhundoge kahan


Jaane kis ki dhun mein dooba khoya hai jahan
Koi humdum koi saathi dhundhe sab yahan
Mere to khwabo mein pariyon ke mele hai
Har dil akela yahan
Aaya main yahan, dhundoge kahan

No comments: