Search This Blog

Sunday, 5 July 2009

Jaadugar

Durr kahin koi haseen puch rahi
Usse jaan tha kaun dagar
Bhul hui aankh mili
Jaane kahan se aaya tha woh jaddugar

Durr kahin koi haseen

Khoyi khoyi hai deewani
Raat hai ya din na jaani
Khwabo ke woh bulbule liye
Aa gayi woh veerane mein
Jaane kaise anjaane mein
Jaadu sa ho gaya usse
Jaane kaise

Durr kahin koi haseen

Dhoonde usko baadlon mein
Seepiyon mein saagro mein
Woh hawa mein uski dhun sune
Ab to uska haal ye hai
Inteezar aankhon mein jo
Khud hi has ke khud jhalak pade
Woh kya jaane

Durr kahin koi haseen puch rahi
Usse jaan tha kaun dagar
Bhul hui aankh mili
Jaane kahan se aaya tha woh jaddugar

Durr kahin koi haseen
Woh na maane

No comments: