Search This Blog

Sunday, 5 July 2009

Durr chala aaya

Kis dhun mein tha main chal diya
Kis dhun mein tha main chal diya
Chuune aasma behki hawaaon ki tarah

Ye kya kiya main kho gaya
Na jaane kahan behki hawaon ki tarah


Dheere dheere main pichhle darwaze se
Lafzon ko likh aaya
Kagaz pe sade se
Wo thi bekhabar
Main to magar
Durr chala aaya
Durr chala aaya
Durr

Kis dhun mein tha main chal diya
Chuune aasma behki hawaaon ki tarah


Roka, uske gehre bikhare se baalon ne
Uljhe sawaalon ne
Roka tha yaad aake
Kuchh guzare saalon ne
Hothon pe liye khamoshiyaan
Duur chala aaya

Kis dhun mein tha main chal diya
Chuune aasma behki hawaaon ki tarah
Durr chala aaya
Durr chala aaya
Durr chala aaya
Durr chala aaya

No comments: