Song: Lamha Ye Jaayega Kahan
Movie: Dil Dosti etc
Singer: K Mohan
*** Lyrics ***
Khushnuma aawara sa besabak bechara sa lamha tha
Zindagi ke aasaman mein toota sa woh taara tha tanha tha
Keh rahe hai zarre dekho
Raasto se guzra tha yahan
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai paairon ke nishaan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya
Aaye jo mausam naye manzar badal jaayenge
Shaakhon se patte gire
Gir ke kidhar jaayenge
Keh rahe hai zarre dekho
Raasto se guzra tha yahan
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai paairon ke nishaan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya
Shabnam ka katra hai ye
Shole bhuja jaayega
Kar jaayega aankhein nam
Yaadon mein bas jaayega
Baarishon ki boondein barse
Baadlon ke dil halke hue
Jaane pehchane chehre ko aks bhi kyun dhundhule hue
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
*** Video ***
Search This Blog
Wednesday, 14 October 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment