Song: O Sanam
Album: Sunoh
Singer: Lucky Ali
*** Lyrics ***
Shaam sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yun tadpati hain
O Sanam mohabbat ki kasam
Milke bichad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door ho gaya
O Sanam teri yadoon ki kasam
Samjhe zamaana ke dil hai khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se ab na humko girana
Mar bhi gaye to bhul na jaana
Ankhon mein bassi ho
Par durr ho kahin
Dil ke kareeb ho
Yeh mujh ko hai yakeen
O Sanam tere pyar ki kasam
*** Video ***
Search This Blog
Monday, 10 August 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment