Search This Blog

Monday, 10 August 2009

Mehki Hawa

Song: Mehki Hawa
Album: Pal
Singer: KK


*** Lyrics ***

Ai mehki hawa
Mujhe le jaa wahan
Mile zameen se jahan jhuk jhuk aasman
Jahan aankhon mein ho ek pyaara sama
Jahan vaadiyon se uthe ruk ruk ke dhuan
Durr shehar se hai kahi woh jagah
Jharno ka hai shor jahan daba daba
Jahan bolti hogi woh khamoshiyan
Parbato pe ho jahan badliyan
Main wahan gum hu tanhaiyaan
Mere dil ko na khaaye wahan koi fikar-e-jahan

Ai mehki hawa
Mujhe le jaa wahan
Mile zameen se jahan jhuk jhuk aasman
Jahan aankhon mein ho ek pyaara sama
Jahan vaadiyon se uthe ruk ruk ke dhuan

Pedo ki chaon ho jahan pe ghani ghani
Suraj ki kirane ho jahan chhani chhanni
Khushboo ho jahan pe shaam ki bheeni bheeni
Mile jahan pe chaand se woh chaandni
Main wahan gum hu tanhaiyaan
Mere dil ko na khaaye wahan koi fikar-e-jahan

Ai mehki hawa
Mujhe le jaa wahan
Mile zameen se jahan jhuk jhuk aasman
Jahan aankhon mein ho ek pyaara sama
Jahan vaadiyon se uthe ruk ruk ke dhuan

Ai mehki hawa
Mujhe le jaa wahan
Mujhe le jaa wahan
Mujhe le jaa wahan


*** Video ***

No comments: