Search This Blog

Monday, 10 August 2009

Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna

Song: Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
Movie: Hazaron Khwaishein Aisi
Singer: Swanand Kirkire


*** Lyrics ***

Baawra mann dekhne chala ek sapna
Baawra mann dekhne chala ek sapna
Baawre se mann ki dekho baawri hai baatein
Baawre se mann ki dekho baawri hai baatein
Baawri si dhadkne hai baawri hai saasein
Baawri si karvato se neendiyan kyun bhaage
Baawre se nain chahe
Baawre charokho se
Baawre nazaaron ko takna
Baawra mann dekhne chala ek sapna

Baawre se is jahan mein baawra ek saath ho
Is sayani bheed mein bas haathon mein tera haath ho
Baawri si dhun ho koi, baawra ek raag ho
Baawri si dhun ho koi, baawra ek raag ho
Baawre se pair chahe
Baawre tarano ke baawre se bol pe thirakna
Baawra mann dekhne chala ek sapna

Baawra sa ho andhera baaweri khamoshiyan
Baawra sa ho andhera baaweri khamoshiyan
Thar tharati lau madham
Baawri madhoshiyan
Baawra ek ghongtha chahe
Haule haule din bataye
Baawra ek ghongtha chahe
Haule haule din bataye
Baawre se mukhade se sarakna
Baawra mann dekhne chala ek sapna

Baawra mann dekhne chala ek sapna
Baawra mann dekhne chala ek sapna
Baawra mann dekhne chala ek sapna


*** Video ***


No comments: