Search This Blog

Monday, 17 August 2009

Aur Aahista Ki Jiye Baatein

Song: Aur Aahista ki jiye baatein
Singer: Pankaj Udhas

*** Lyrics ***

Aur aahista ki jiye baatein
Dhadkane koi sun raha hoga
Aur aahista ki jiye baatein
Dhadkane koi sun raha hoga
Labz girane na paaye honthon se
Waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain ye daro divar
Raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista ki jiye baatein

Aise bolo ki dil ka afsana
Dil sune aur nigaah dohraye
Aise bolo ki dil ka afsana
Dil sune aur nigaah dohraye
Apne chaaro taraf ki ye duniya
Saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye
Aur aahista ki jiye baatein
Dhadkane koi sun raha hoga
Labz girane na paaye honthon se
Waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain ye daro divar
Raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista ki jiye baatein

Aaiye band kar le darwaze
Raat sapne chura na le jaaye
Aaiye band kar le darwaze
Raat sapne chura na le jaaye
Koi jhauka hawa ka aawara
Dil ki baaton ko uda na le jaye
Na le jaye
Aur aahista ki jiye baatein
Dhadkane koi sun raha hoga
Labz girane na paaye honthon se
Waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain ye daro divar
Raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista ki jiye baatein

Aaj itne karib aa jaao
Duriyon ka kahi nishan na rahe
Aaj itne karib aa jaao
Duriyon ka kahi nishan na rahe
Aise ek dusre me gum ho jayen,
Faasala koi darmiya na reh jaaye
Na rah jaye
Aur aahista ki jiye baatein
Dhadkane koi sun raha hoga
Labz girane na paaye honthon se
Waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain ye daro divar
Raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista ki jiye baatein

*** Video ***

No comments: