Koi subah aisi aayein
Bikharein pahado se dheeme dheeme kuch dhoop ke saayein
Jaata lamha ruk jaayein
Ik dhun kahin durr se aayein
Jo vaadi mein mann ki gehrai ko chukar jaaayein
Aachal sa lehraayein
Yun nadiyan kyun itrayein
Jaane kis raah se aayein
Kaun si raah ko behti jaayein
Jaane kahan chhip jaayein
Banjara dil ye gaayein
Bichara koi mil jaayein
Jaane woh rut kab aayein
Banjara dil ye gaayein
Bichara koi mil jaayein
Jaane woh rut kab aayein
Jab neeli raat ke saayein
Chup ke chup ke waadi mein
Khaamoshi ki goonj sunaaye
Saara aalam kho jaayein
Koi bandhan na reh jaayein
Koi subah aisi aayein
Banjara dil ye gaayein
Bichara koi mil jaayein
Jaane woh rut kab aayein
Banjara dil ye gaayein
Bichara koi mil jaayein
Jaane woh rut kab aayein
Banjara
Banjara dil ye gaayein
Bichara koi mil jaayein
Jaane woh rut kab aayein
Search This Blog
Sunday, 5 July 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment