Search This Blog

Sunday, 28 December 2008

Namak Ishq ka

Chaand nigal gayi ho ji main chaand nigal gayi daiyyo re

Hmm, bhitar bhitar aag jale
Baat karu to sek lage
Ajji bhitar bhitar aag jale
Baat karu to sek lage
oh main tu chaand nikal gayi daiyya re
Ang pe aise chhaale padee
Tez tha jhaunka ka karu
Sisi karti, sisi sisi karti main maru
Zabaan pe laaga re laaga re haaye
Zubaan pe laaga, zubaan pe laaga laaga re
Namak ishq ka haaye tere ishq ka
zubaan pe laaga laaga re haaye
Namak ishq ka, tere ishq ka

Zubaan pe laaga laaga re
Zubaan pe laaga laaga re

Namak ishq ka haaye re tere ishq ka
Namak ishq ka haaye re tere ishq ka

Balam se maanga maanga re, balam se maanga re
Balam se maanga maanga re balam se maanga maanga re
Namak ishq ka tere ishq ka
zabaan pe laaga laaga re, namak ishq ka haaye re tere ishq ka
Haan re tere ishq ka
Tere ishq ka

Sabhi chhede hai mujhko, sipahiya baake chamiye
Haan, haan haanji haan
Wah wah ji wah wah ji wah aah
Sabhi chhede hai mujhko, sipahiya baake chamiye
Thaadi dene lage hai gali ke baniye baniye
Koi to kaudi toh bhi luta de, koi to kaudi
Ajji thodi thodi shahad chata de, thodi thodi

Tez tha tadka ka karu sisi karti main maru
Tez tha tadka ka karu sisi karti main maru
Raat bhar chaana re
Raat bhar chaana, raat bhar chaanna chaana re
Namak ishq ka haaye tere ishq ka

Zabaan pe laaga laaga re namak ishq ka haaye
Tere ishq ka haan re, tere

Ho aisi bhukh lagi zaalim ki,
Ho aisi bhukh lagi zaalim ki
Ki bansuri jaisi baaji main
Arre jo bhi kaha us chandra bhaan ne
Phat se ho gayi raazi main, baansuri jaisi baaji main,
Phat se ho gayi raazi main haaye

Kabhi ankhiyon se pina, kabhi honthon se pina
Kabhi ankhiyon se pina, kabhi honthon se pina
kabhi achcha lage marna, kabhi muskil lage jeena
Karvat karvat pyaas lagi thi
Arre balam ki aahat paas lagi thi
Tez tha jhaunka ka karu, sisi karti main maru
Tez tha jhaunka ka karu, sisi karti main maru

Dali bhar dala ji dala ji dala ji dala ji dala ji daala ji re
Dali bhar daala, dali bhar dala daala re
Namak ishq ka haaye re, tere ishq ka

Zubaan pe laaga laaga re namak ishq ka haaye re tere ishq ka
Balam se maanga maanga re, balam se maanga re
Balam se maanga maanga re
Namak ishq ka haaye re namak ishq ka


No comments: