Search This Blog

Sunday, 22 June 2008

Jaag ke kaati saari raina

Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal ohs giri thi
Jaag ke kaati saari raina
Jaag ke kaati saari raina

Prem ki agni bujhti nahin hai
Behti nadiya rukti nahin hai
Saagar tak behete do naina
Saagar tak behete do naina
Jaag ke kaati saari raina
Jaag ke kaati saari raina

Ruh ke bandhan khulte nahin hai
Daag hai dilke dhulte nahin hai
Karvat karvat baati raina
Karvat karvat baati raina
Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal hos giri thi
Nainon mein kal hos giri thi
Jaag ke kaati saari raina

Jaag ke kaati saari raina


No comments: